Fire Song (Hindi) From Kanguva

Aadi agni, Anant Agni, parwat agni, van Agni... Kaal agni, Pataal agni, Rakshak Agni, ran Agni... Kuchh na yahan tha... Magar jo yahan tha ... wo hum the... hum the... sankhya ke bin... sankhiya bal jo yahan tha... wo hum the... hum the... Agni ki jo pahli lapton se khela ho... Agni men hi jo phala aur phoola wo hum... Aa kataar leke aa... Talwar leke aa... Hazaar leke aaja... Antra... Jhar-jhar jhar warsha men... Rang-rang ke gul... Ghad-ghad toota parawat... Kan-kan byaakul... Pathrila path dekha... pralay jagat dekha... Dekha hawa ka trishul... Yug-yug tak lad-lad ke... Jag Jeete hum... Jan-van-dhan,rakt se phir... Seeche hain hum Badra kare-kare... Nadiyon men angaare... Maosam bhi tha be-raham... Female... Krodh wala ghrit piya... Aag men bhi nritya kiya... Hum hain aadi-kaal ke ye satya bataae... Ped ki jo Shaakha hile... Jhoom ke jo hathi chale... Pal- pal ki wo kal ki disha dikhae... Kataari pe dhaar pade... Bhediya ho bhaag khade... Agni-pakshi chattanon pe cheekhe zor se... Shatru jeebh daab uthe... Dar se jigar kaanp uthe... Ye agni jo aati dikhe door se...