Ek Ladki Bheegi Bhagi Si (From Kahan Shuru Kahan Khatam)
- Lyrics IP Singh
- Music arrangement Akshay Raheja Abhishek Singh
- Mixed & mastered Abhishek Ghatak
- Movie Kahan Shuru Kahan Khatam
- Recording label Saregama Music
- Category Movie Songs
Hain kataar jaise naina matwaale… Oye sunn… Idhar ko tu dekhiyo na… Yun utar degi tujhko zameen pe… Bachiyo… Ghanaa tu itt udiyo na… Haiñ farebi ishare… Koi hai na bacha re… Aag ki jaise barsaat hai… Ek ladki bheegi bhagi si… Soti raatoñ mein jaagi si… Ek ladki bheegi bhagi si… Soti raatoñ mein jaagi si… Mili ek Ajnabi se… Koi Aage na peeche… Tum hi kaho ye koi baat hai… Waaawn waawn waawn waawn… Patli Kamar se bandhi hai ji saansein waansein ab toh saare shehr ki… Machi padi hai jee tabaahiyaannnn… Tujh mein hi Jaake basi hai ji saansein waansein ab toh saare shehr ki… Machi padi hai jee tabaahiyaannnn… Tere hone se he daudehe hai jaati leher katilaana keher ki… Ghalti se bhi muskura na denaaaaa… Chehra jitna sharmeela hai… Nakhra utna zehreela hai… Chehra jitna sharmeela hai… Nakhra utna zehreela hai… Haiñ farebi ishare… Koi hai na bacha re… Aag ki jaise barsaat hai… Ek ladki bheegi bhagi si… Soti raatoñ mein jaagi si… Ek ladki bheegi bhagi si… Soti raatoñ mein jaagi si… Mili ek Ajnabi se… Koi Aage na peeche… Tum hi kaho ye koi baat hai…